Monday, November 9, 2009

NAMAZ

jisne fajr ki namaz ko tarak kar diya,     ( those who left  fajr salah)

usne chehre se noor khatam kar diya.   ( lost the noor from his face)


jisne zohar ki namaz ko tarak kar diya, ( those who left zohar salah)

usne rozi se barkat khatam kar diya.     (lost the blessing of earning )


jisne asar ki namaz ko tarak kar diya,    (those who left  asar salah)

usne badan se takat khatam kar diya.    (lost the energy from his body)


jisne magrib ki namaz tarak kar diya,     ( those who left magrib salah)

usne aulad se faida nahi paya.   (will not get any benefits from his children)


jisne eshan ki namaz tarak kar diya,        ( those who left eshan salah)

usne neend se rahat khatam kar diya.     (lost the peace from his sleep)

No comments:

Post a Comment